Wednesday, December 13, 2006

Some Cool SMS shayaris

Zindagi kisi ki amanat nahin hoti,
Waqt se pehle qayamat nahin nahin hoti,
Mujhse dosti soch samaj kar karna,
Meri dosti mein zamanat nahin hoti!!

Shama jalna chod de,
Parwna marna chod de,
Aasmaan par chand tare chamakna chod de,
Par nahin mumkin hai ki hum teri tamana chod de!!

Roses r red, violets r blue,
Monkeys like u should b kept in zoo.
Don't get angry, u'll find me there too,
Not in a cage but laughing at u!!

Yeh hichkiya kyon mujhe aane lagi hai,
Fizao se bhi yeh siskiya aane lagi hai,
Yeh sochkar dil hai bahut khush aaj,
Ki yaad hamari bhi kisiko aane lagi hai!!

Aajkal sabke sar par exams ka saya hai,
Exam ke dino mei sukh kisne paya hai,
Mummy papa kehte hain achche number lao,
Par inhe kaun samjhaye, yeh sab moh maya hai!!

Gaa to mai bhi sakta hoon, par meri aawaz bewafa hai...
Baja to mai bhi sakta hoon, par meri saaz bewafa hai.....
Ae shahzahaa mat kar, tajmahal per itna guroor...
Banwa mai bhi sakta hoon, par meri mumtaz bewafa hai....

Waqt noor ko benoor kar deta hai,
Thode se zakham ko nasoor kar deta hai,
Kaun chahta hai apno se dur rehna,
Par waqt sabko majboor kar deta ha.......

Shaam udas thi subaah udas thi,
Kafan me lipti hue meri laash thi,
Ae dunia waalo muje wahi dafnana
Jaha meri aur USKI paheli mulakat thi.

1 comment:

Unknown said...

Nice Collection

Funny Sms Jokes
www.esmsfun.com